Piczo

Log in!
Stay Signed In
Do you want to access your site more quickly on this computer? Check this box, and your username and password will be remembered for two weeks. Click logout to turn this off.

Stay Safe
Do not check this box if you are using a public computer. You don't want anyone seeing your personal info or messing with your site.
Ok, I got it
Back To Home Page
BEQARAARI
hum apni mohabbat ko ruswa nahi karti
Ek beqarari main doob ker
Ek masti main jhoom ker
Mohabbat ne apna Izhaar chaha!
Zindgi main pehli baar
Dil ne kisi ko Dil say chaha!

Khuwaab bane Aarzoo ki tarhan
Umeed bani Zindgi ki tarhan
Her Ehsaas ne Iqraar chaha!
Zindgi main pehli baar
Dil ne kisi ko Dil se chaha!

Atebaar ka haath thaam ker
Yaadon ko hamraah le ker
Is Masoom ne be-ikhtiyaar chaha!
Zindgi main pehli baar
Dil ne kisi ko Dil se chaha!

Ek khoobsurat Etminaan ki tarhan
Tum hue hamari DUA ki tarhan
Hum ne tumhain Toot ker chaha!
Zindgi main pehli baar
Dil ne kisi ko Dil se chaha!
Jo rishtay dil se jurta hein inhein toora nahi kerte
Kissi ka saath rastay mein kabhii choora nahi kerte

Kaheen iss se tumhare haath hee zakhmii na ho jayien
Joo tootay aaina tu phi joora nahi kerte

Koii toofan terii kashtii ko ghurQ-e-aab na ker de
Kabhi biphrii hoee maujo`N ka rukh moura nahi kerte

Tijarat k asolo`N per mohabbat ki nahi jaatii
Mohabbat mein kabhii jazbaat ka sauda nahi kerte

Sitam kerna mohabbat per ye hai aadat zamanay ki
Zamanay k sitam per hum ye dil toura nahi kerte

Mohabbat k asolo`N mein yehii pehla asool hai
K hum apnii mohabbat ko ruswa nahi kerte
You Are My Blessing
The gift wrapping is over
The cards are gone
Yet my heart continues
To sing this song

You are my blessing
The love of my life
You are the reason
I have no strife

You bring me happiness
You bring me light
Your smile reflects
A joy so bright

The hours are filled
With warm and caring
Each moment overflow
With heartfelt sharings
pashto-ashaar
Da juwand pa hara lara har safar de mubarak sha,
Pa meena derta wayim che akhtar de mubarak sha,

Darna khatam tol ghamona pakhwani sha,  
Da goloono na de hom khaista zwani sha
Armanona de da jwand wara pora sha
Har insan sta da hosan armani sha

Sok ba me bad sok ba me kha yadavi,
Sok ba me lag sok ba me na yadavi,
Che me da khpo khazala hum na Gannie,
Zra lewanay rata hagha yadavi,

Taqdira laar me pa Zangal olika
pa lewano ki 1 noom bal walika
ka me manzal ta rasawalay nashay.
Pa nema lar ki me ajal walika,
Ka ghamazano laray oniwalay
pa lar wina toyedal olika
O ka di zama pa meena shak we yara
Rasha pa wena me ghazal olika

La kho sparlay de da khazan khabari sala kawe,
Za dar sara yam da hejran khabara sala kawe,
Nan kho yo zay yo da saba ghamona wale jare,
Lag ra muske sha da khafgan khabari sala kawe.

Za kho sta pa meena Mast laka mansoor ym,
Zama meena lewanai shwala majboor ym,
Che pa khpala de da meene bunyad kekhud,
Kala kala khabar akhla sta ranzor ym

Pa jarha ba me yaran v za ba nayam,
Pa sparle ki ba khazan v za ba nayam,
Ranga ranga guloona har khwa ba zarghon v,
Pa chaghar ba bulbulan v za ba nayam,
Da watan ba rana pati mirati v,
Zama watan ba Qabristan v za ba nayam
Pas la marga ba zama khabari kegi,
Dair ghamgin ba me dastan v za ba nayam,
Za ba na yem bia ba jaray ma ba ghwaray
sry lambay ba da hijran v za ba nayam
Be parwa dilbara rasha ka didan kry
Bia pa zrha ba de arman v za ba nayam

Pat pat ye jaral kho sa ye na wayal,
Der sa ye wayal khu sa ye na wayal,
Makhe la me raghla pkha newale shwa,
Koz koz ye katal khu saa ye na wayal,
Nasta wa da bam pa sar khafa khafa,
Store ye shmaral khu sa ye na wayal,
Bia cha pa godar ke warta yad krama,
Rang ye sho badal khu sa ye na wayal,
Ma warta nan owe zama sa lage,
Biya biya ye khandal khu sa ye na wayal,
Nan ye tol khalona pa ghosa ghosa,
Zar zar waranawal khu sa ye na wayal

Pa ayeena ke khpal tasweer ogora..
Pa khpal tandi zama taqdeer ogora..
Da khpalo stargo da duniya kitab ke..
Mala zama da khob tabeer ogora..
Da zamany da peghorono na yam..
Mala pa khpal zan ky zameer ogora..
Nan pa menath derna yao swal kawoma..
Mala zama da yar tasveer ogora..

Tora tiyare che ra khware she ao baran warige.
Laka da saski me pa zrra bandi janan waregi.

Sta pa yaad ki shi Ugda da hijar Night,
kala wawrama pa left kala pa right,
Zama rang ba wali yellow yellow na V,
Che da yaar me anangi de RED & White.

Spelani ghwandey me zaan ta dar logay ka.
kho ma khpalo toro stargo ta nizday ka.
da janan da jadogaro zalfo baada
Laka maraway gul me lag ghwanday muskay ka
Main baarish ki barasti boond nahee
Jo baras ker tham jaati hay
Main khwab nahee
Jisey dekha aur bhula diya
Main shama nahee
Jisey phoonka aur bujha diya
Main hawa ka jhonka nahee
Jo aaya aur guzar gaya
Main chand bhi nahee
Jo raat k baad dhal jaye
Main to woh ahsaas hoon
Jo tujh main lahoo ban ker gardish karay
Main to woh rang hoon
Jo teray dil pay charay to kabhi na mitay
Main woh geet hoon
Jo teray labon se juda na hoga
Khwab,ibaarat,hawa ki tarah
Chand,boond,shama ki tarah
Meray mitnay ka sawaal nahee
Kyunkay MÄÏN TÖ MÖHÄßßÄT HÖÖN
Aur Mohabbat Ko Zawaal Nahee....!!!!
tum meri soch ho tumhe koi soche kyo,
tum meri chaht ho tumhe koi chahe kyo,
tum mera aina ho tumhe koi dekhe kyo,
tum meri dua ho tumhe koi mange kyo,
Mujhe Kisi se mohabat Nahi tere Siwa
Mujhe Kisi ki zarorat nahi tere siwa
Meri Nazar Ko thi Talash Jiski Berson se
Kisi k Pass wo surat nahi tere siwa
You ask me if I love you,
and I ask myself how to begin
to share with you
the feelings in my heart.

You inspire in me a love so deep
words cannot describe it,
so powerful that it overwhelms
my every thought.

You ask me if I love you,
and I wish there were a way
you could just see into my soul
and find the depth of passion,
tenderness, and love
that holds you closer to my heart
than anyone or anything else.

You ask me if I love you,
and I look into the magic
of your eyes and promise,
"Yes I love you...
I always will
Jiski ek smile per hai dunya fida,
jis sey Dil na hona chahe juda,
jis ka style hai lajawaab,
woh aap nhi HUM hai Janab!!
Dosti Kya Hai???
Kia khabar tum ko dosti kia hai
Ye roshni bhi hai andhera bhi hai
Khwahishon say bhara jazeera bhi hai
Bohat anmol ik heera bhi hai
Dosti ik haseen khwab bhi hai
Pass say dekho tou sarab bhi hai
Dukh milnay pe ye azab bhi hai
Aur ye piyar ka jawaz bhi hai
Dosti yoon tou maya jaal bhi hai
Ik haqeeqat bhi hai khayal bhi hai
Kabhi furqat kabhi vissal bhi hai
Kabhi zameen kabhi falak bhi hai
Dosti jhoot bhi hai such bhi hai
Dil main reh jaiay tou kassuk bhi hai
Kabhi ye haar kabhi jeet bhi hai
Dosti saaz bhi sangeet bhi hai
Sheir bhi nazam bhi geet bhi hai
Wafa kia hai wafa bhi dosti hai
Dil say nikli dua bhi dosti hai
Bus itna samajh lay tou
Piyar ki inteha bhi dosti hai